Search Hindi SMS

Teachers Day Essay In Hindi For Kids | Teachers Day Speech

Teachers Day Essay In Hindi For Kids | Teachers Day Speech And Paragraph In Hindi, Teachers Day Celebration Essay In Hindi.

Bharat Mein Sikshak Diwas Partyek Varsh Ki 5 September Ko Manaya Jata Hei. Ish Dinak Ko Bharat Ke Dusre Rashtrapati Dr. Sarvepalli Radhakrishnan Ji Ka Janamdin Hota Hei.  Samaj K Liye Sikshkon Dwara Kiye Gae Yogdaan Ki Sardhanjali Ka 1 Chinh K Roop Mein Sikshak Diwas Manaya Jaata Hei.

Ish Din School Or College Ka Karya Vidyaarthi Hi Sambhalte Hei.Ish Din Sabhi Sikshakon Ko Apne Skool/College Meim Samanit Kiya Jaata Hai. Sikshak Samaj Ko Banae Mein Bahut Adhik Yogdaan Krte Hein.Ish Din Sikshak Bhi Apne Sishyon Ko Aasirwad Dete Hein.

Sant Kabir Ney Toh Sikshak Ko Ishwar Se Bhi Bada Mante Hue Kha Hai Ki..
Guru Govind Dou Khade, Kake Lagu Paye
Balihari Guru Aapne, Govind Jeeyo Milaye.
Sikshkon Ko Adar Dena Samaj Aur Rashtra Mein Unki Kirti Ko Phelana Kendra Evam Rajya Sarkaron Ka Kartavya Hi Nhi Daaytav Bhi Hei.